► IS Bhai

Re: ► IS Bhai

inho ne koi gana gaya ho ga wo loug in ko anday maar rahe hon ge :@:

Re: ► IS Bhai

bhai angraiz yah SQE kia hay SEO to naheen :bummer:

aap ko koi faraq naheen parhta :sannan: leekan bhabhi sochain gi aap kah doost kitnay achay hain aur aap :barbie:

Re: ► IS Bhai

mere tu office mai YT e ban hay ar wese b i am not yt fan :@:

Re: ► IS Bhai

koi baat nai sochian dain us ko :@:

Re: ► IS Bhai

ziyada soch muzar-e-sahat hay :cobra:

Re: ► IS Bhai

IS bhai ki purani posts se parh ker likh diya waise mujhe bhi nahi pata…:bummer:

Re: ► IS Bhai

dont u know k aqalmand lougo ki kaya nishani hay :@:

Re: ► IS Bhai

pir dono ko mujh se pochna chiye tha is ka matlab :@:

Re: ► IS Bhai

yanha aqalmand kaun hai…:eek:

Re: ► IS Bhai

my wife ar kon :@:

Re: ► IS Bhai

kum uz kum mujh to aqalmandi ko buhtan mat lagaiye ga :sannan:

Re: ► IS Bhai

mei hun na :snooty:

Re: ► IS Bhai

Bari baat hay :smilestar:
SQE = Saryaal Quality Engineer :omg: :rotfl:

Re: ► IS Bhai

kia …bud rooh :omg: :rotfl:

Re: ► IS Bhai

SQE ka matlab kya hai IS bhai...........

Re: ► IS Bhai

ik tang tu laga sakta hon na :sannan:

aqalmandi ya aqalmandi ko buhtan :@:

Re: ► IS Bhai

pata aap ko sab hay bas jaab booj k mahool karte hain
KK mai ik thread mai apa ka response chiye related to fantasy :barbie:

Re: ► IS Bhai

Software Quality Engineer

Re: ► IS Bhai

:eek:

sarial qauntity engineer

Re: ► IS Bhai

Acha :cb: waisay mairay walla ziyada bahtar hay :sannan:

Devlish ko yah bhi kah daina kah kissi aqalmand nay sun lia to uss ko qatal kar day ga woh :omg: