Re: ► IS Bhai
She is Software Engineer ![]()
aab goongloon par say matti jaharnay ka koi faida naheen ![]()
Jo bool zabano nikal gia woh teer kamanoon nikal gia ![]()
Mujhay apna aik buzurag colleague yaad aa raha hay woh hamaisha kahta hay main nay programming key hoi hay Cobol main
yaar uss baycharay nay short course kia aur apnay aap ko progrmmer kahta hay ![]()