iqbal day

Maham Ji, aapne jo she’r raqam kiyaa hai vo achchhaa to hai par 'allaamah Iqbaal kaa nahiiN hai. is she’r kaa sat’H-e-zabaan aur andaaz e bayaan Iqbaalaanah nahiiN hai. maiN ne 'iqbaal ke majmoo’a-e-kalaam ko pachaasyoN baar paRhaa hai aur yeh she’r meri nazar se kabhii nahiiN guzraa. sorry :frowning: