main nay kab kaha keh you multinick ho.. main pehlay samjha tha.. par ab i m confident keh aisa nahee. :halo:
waisay hum aisay Confused Gadha houn.. keh smarty pants keh “p” ko alag kar deta houn..!! aur baqi jo bach gaya.. uska kachoomar ker deta houn
issi liyee.. meri confusion main agar confuse ho gaee naa tum, to phir bach keh rehna..!