Re: introduce your friends
kuch din pehlay tuk app ka bhi yehe haal tha : P
hay duah yaad , magar hurfay duah yaad nahee
mayray naagmat ko aanda'zay nawa yaad nahii
mein nay palkoon say dar'ay yaar pay dastak di hai
mein wooh saahill hoo jisay kohi sada yaad nahii
well i just joke n kill me time , thats all !