Interview of Aslam Bhai

Re: Interview of Aslam Bhai

boot toop ka picture ra lay! , aik dam mast. abi aik kaam ker to , uder PTV aur Geo pay
jaa nee, aur appun ka naam bolnaay ka kia? :roman::k:

Uder Qasim bai ko milnay ka hai , aur bolna , kay meray ko – yaani teray ko , Phuurti Canda, walay nay bhay’jayla aye,drama acting ka audissun ka wastay… :smiley: lol

Seriously! Ja ker khuch thora haath pair mar yaar,contact bana, You’l be good ,;):k: