Re: Interesting Question
Mujhe is topic pe ek shair yaad aya:
Jisnay humko chaha.. usay hum chah na sakay
Jisko chaha usay hum pa na sakay
Yeh samjh lo dil tootnay na khel hai
Kisi ka tora aur apna bacha na sakay
Waise coming back to your question:
Log phooh tortay hain khushbo kaliyae
Bereham dil tortay hain ansowon kaliyae ![]()