Re: Interesting News
wah wah wah kia baat hai zabardast:k:
shukriya:blush:
Re: Interesting News
wah wah wah kia baat hai zabardast:k:
shukriya:blush:
Re: Interesting News
mention nat...
saddy naal rao gy ty aish karogy
zindagi day saary mazay cash karogy
saddy naal..... saddy naal
burrraaaa
Re: Interesting News
wah wah aap pathan hai ya punjabi lol
Re: Interesting News
sooraj hai Sarhad ki zameen
chand Balouchistan hai
Dharkan hai Punjaab ager
dil apna Mehran hai
![]()
Re: Interesting News
wah wah kia baat hai ASA aapki:)
Re: Interesting News
nahi jee… mere baat abhi tak nahi chali… ![]()
Re: Interesting News
acha to phir kab chalni hai aapki baat:halo:
Re: Interesting News
Jahaz main betha ke ura dena thaa na apni baat ko:o
Re: Interesting News
![]()
Re: Interesting News
aik cup chaii tum bhi pee lo,neend urh jaayegii:hoonh:
Re: Interesting News
jahaz k ilawa bhe mere khabar aap tak uRti uRti pohench sakti hai..
Re: Interesting News
kia konsi khabar aapki baat ki?
Re: Interesting News
aapki wajah se rukhi howe hai shaid… ![]()
Re: Interesting News
neend uRana chai nahi pilany walay pe depend karta hai… ![]()
Re: Interesting News
meri wajah se roki hoyi hai:confused:
Re: Interesting News
Q ke aap jo harr jaga main apni tang araanay pohanch jaati hain .. na jaan na pehchaan, khala jaan salaam karkay..
khamokhaan bechaaray ki baat rukwayi huee hay.. parties intizar main hoti hain ke ye (aisha) hatay to wo kuch baat karain .. beech main jab khamokhaan aayogi to ye to sunnay ko milay ga ..
HAQQ NAAAAMMMM!!! ![]()
dhamaal daaling:shoaby: saiiyan re saiyyan, machi hay dil main baiyyann.. thumki mora dharkay ray balma..
Re: Interesting News
mujhe last line nahi samajh ayi:bummer:
waisay ASA so khud to phoch lain ke kis nay kis ki baat rokwai hoyi hai:naraz:
shuker hai ap ki nahi rokwai hoyi:rotfl:
Re: Interesting News
jis din hamari baat chali aur koee ROKNAY wala maujood hua to uski shaamat aa jayegi. chaaron taangon ki dual two-by-two dolatti aisi raseed karaingay na his highness confused ke uski agli do naslain atleast langraati ya rugrets main jo pamper babies chaltay hain us tarah peda hongi ![]()
ASA say hamain kuch poochnay ki zaroorat nahi hay ..
samajhdar hay, aqal rakhta hay ..
Re: Interesting News
wah wah kia baat hai waisay i accept ur challenge:snooty:
Re: Interesting News
yar tum ek kaam karo .. TO LET ka board lo .. aur us par 1500 watts wali DISCO LIGHTS kay arrows lagwao ..
aur wo .. apni gardan main daal kar ghoomo.. arrows jo hain, wo sarr ki taraf ishara kar rahay hon..
challenge nahi to sabb .. :D
pata nahi kahan kahan say uth kar aa jati ho ..aqal kidhar hay? ghutnon say kiya takhnon main chali gayi hay?