INTERESTING LIVES and INTERESTING FACTS

Re: INTERESTING LIVES and INTERESTING FACTS

Bat yeh hy siway Oprah( she belongs to the group of Neeli, Anjuman and Noor Jehan type khwateen. Pakistan or India main bhi yeh group khasa ameer hy) ky sari khwateen ya bap ky ya shohar ky pyson sy ameer hoi hain kissi aik ki misal nahi ky os ny khud sy koshish ki hu, Pakistan main bhi synkron khwateen hain ju bap dada ky zamany sy ameer chali a rahi hain like, Abidda Hussain and Benazeer. Ab abba ji ky janazy per byti or Man ky jnazy per byta leader ban giya tu is main khatoon ka kamal howa na.:wink:
Hamin Aytmad nahi ehsasy kamtari ly doba hy ky her jaga ham ghalat hain.
Americans ko dykhu sab akrin gy magar apni Ghalti ka aytraf kabhi nahi karin gy( I am an American:D) zulm khul ker kerty hain magar “Du Process” ka khiyal rakhty hoy. Fysla woh ho ga ju ham ny ty ker liya hy bandy ko dikhao ham ny moqa diya or tum nykuch sabit na kiya.
Mukhataran Maai case ki misal lijiy yeh Pakistan ky judge ny fysla diya ky khatoon ky biyanat different hain different mwaqy per tu udham mach giya. Same to same situation yahan chal rahi hy magar os ko yeh kehty hain judges ny tamam qanooni taqazy pury liy hain.
Or ap jysy danishwar apnon ko ghalar kehty hain. Kabhi in Ameer logon ko bhi kissi qannaat pasand ki misal dy ker dykhi:aq: yeh sanu ki bhi nahi kehty yeh tu kehty hain bywaqoof hain koshish na ker ky qnnaat ka dhandora peet rahy hain. Well meri nazar main qanaat sy bari koi daulat nahi.Ju milla os per shukar ju nahi mila ya khu giya os ka bar bar KIA zikar:) Reh sakty hain tu khush rahiy:D