Re: INTEGRATION plzzzzzzz help
Pir sahab maafi chahta hoon. Na danastgi main ghalti ho ga-e agar mujhay pata hota kah aap is mozooh par apney qeemtee rai say mureedoon ko mustafeez farma chukay hain to main aisee ghaltee nahi karta.
Aianda ahtiat karoon ga. Meray ley-a dua farmain.