Re: ~ Innocent Smile ~
You are welcome Bhai jaan.
Sub ki batain par'h kar to aap mujhay bhi bohat pyaray lugnay lagay aur aap say milnay ka shauq huwa. I mean post kay zariaay.
Tareef us khuda ki jis nain yay jahan aur aap ko banaya.
*:-) *
*u are always welcome sis milna through post any time :-) *