Inna Lillah he wa Inna elaihi Rajeon..

Re: Inna Lillah he wa Inna elaihi Rajeon..

Inna lillah e wa inna elahe rajiun. Bahut afsos huwa sun kar. Allah unhain apne jawar e rehmat mein jagah ataa farmaye. Ameen. Aur Allah apko sabar e jameel ataa farmaye. Dukh tou bahut bara hai, lakin insaan kya kar sakta hai.