Re: Indian commandos almost had Dawood in Karachi…
maiN to aa rahaa huN dulhe raaja ban kar apnii dulhaniyaa lene agle maah!
shaadii meN aanaa magar haaN vahaN baHs na karnaa…plz ![]()
Pakistan meN Arab ziyaada blend in hote haiN…Uzbeks jab fit in ho jaate haiN to Egyptians kiuN nahiiN? roz to Khabar aatii hai k aaj itne Uzbek dahshatgard maare gaye, aaj intne maare gaye. anyone can blend in Pakistan because Pakistan has all skin colors. ![]()
Dawood yaa to Dubai meN hai yaa phir Karachi meN…ab Amriika meN to hone se rahaa! ![]()