Re: Indian and Pak Kashmiri Reunion
Yeh khar-Pathan bichaarey beech mein kahaan se aa gaey?
Bhai jaan tumhari to aisay phat rahi hai jesay Pakistan aur Hindustan phir se aik honay jaa rahey hain, aisa kuch nahein honay waala.
Hinduon ke saath koi ikatha honay nahein ja raha, hamaari balaa se jahanum mein jaaein Hindu aur unki Kaali maata.
Inn tasaweer mein to Musalmaan Kashmiri apne Musalmaan Kashmiri rishtedaaron se galley mil rahey hain, koi Hindu Punditon ko to galley laga nahein raha, to phir kiya masla hai? Insha’Allah wesay bhi an-kareeb Kashmir ka zara zara Pakistan banney ga.
Pathan, Allah aur apni maan Pakistan ki khaatir Jihad kartey hain to iss mein aap ko kiyoun itni taqleef ho rahi hai? Woh bhi utnay hi Pakistani hain jitna ke koi aur, Allah unhein iss ka ajar dein ge, aur Pakistan ke gadar hukmaraanon ko jahannum.
Kuch Punjabiyon aur Karachi waalon ke chaal chalan dekh ke hamein bhi mayoosi hoti hai lekin sab to aisay nahein hai. Pakistan na ho to hamaara kiya banney ga? Tum sab to Hindustani ya phir Afghani kehlaa lo ge, ham to na yahaan ke rahen ge, na wahaan ke.
PS. Shah to ham ne sunna hai yeh Shaw kaun hain? ![]()