Re: India vs. South Africa @ Melbourne Feb 22, 2015
yaaraa, this is world cup. India performs much better in the world cup tournaments. cricket meN hotaa hai bhai aisaa…Pakistan sab ko peeT kar aayii thii world cup meN magar yahaN piT gaii…India piT ke aayaa thaa aur yahaN sab ko abhi tak peeT paaT Daalaa, Hatta k SA jaisii mazboot team ke daaNt khaTTe kar diye. ![]()