Re: India put ban on films with Pakistan actors
Meri ex-gf ka jub bus nahi chalta tha tu woh apni narazi show kernay kay liya na sirf classes ka boycott kerti balkay kay group main ju dost meri himayat kertay un say bhi bol-chal band ker daytee…all to show iam naraz and please mujha mana loo…
Same with India…