India Attacks at LOC via Surgical Strikes

Re: India Attacks at LOC via Surgical Strikes

har dehshat gardi main Indian hath nahi hota hia…

India app say Jang aur taluqat kharab nahi rakhna chahata hia..

India say dosti karo… yeh baat hi to nahi pasand… ager hojaye to dushman hi na rahay… establishment ka mafaad parast tola yeh kabhi honay nahi degay…

jo log schools ko ura rahay hian.. dargahon ko ura rahay hian.. un sab ki taal meel aur jurain establishment hi pohanchti hian…

BB Shaheed ko bhi establishment kay order par hi mara giya