asal main chakra yeh hia… Indian side kah rahi hia. kay surgical strike hoye hia… aur jo kay hoye bhi hogi… 71 kay bayanat say yeh baat sabit hia.. fooj jhoot bol leti hai..
ab inkay pass inkar kay elawa koi baat nahi hai…iqrar main badnami hia…
food for thought.. unka view lai kar to soche kay ham kahan khary hain…
India ka kehna ka unhon nay surgical strike ki hia…
to yeh baat to sochye… Kashmir kay last 15 years kitnay peaceful thay…
ajj bharat ager jhoot bhi bol raha hai… to iss main Pakistan ki hi nakami hia… Pakistan siyasi aur askari tor par buri tarah nakam hogia hia… jangon ka zamana chala giya hia… ab to bas propaganda ka zamana hia…