re: Independence Day Celebration: Aug 11-17- Baba-i-Urdu & Pakistan Movement
Zara ek Lamhay ko Khyal kee.jee ay ! Agar Mulana Aj zinda hotay tu kiss Karb O bala say hayaat Tamaam kar.tay . Ab nah urdu , woh urdu rahee hai , na us kay woh bolnay walay , woh kusar o Tasneem mein dhuli howe zabun tu ab qisa.ay pareena ban chuki hai .
or is liknay walay bee baqool Yusifi shaab , bari kawish say gaalt urdu lik rahay hain , haan Aal’kas mein khabi khabi sahee zuban lik jatay hain jis ka unhain khud eelim nahee hota. Allah Yusifi or Aaali shaaab jaysay burzagoon ko hayaatay jawedani day , jin kay tufaail , muj say naakaaraa bee urdu likna or parnaa seek.gahay hain .
Khabi khabi sochtah hoon kay Jaaanay kiss kay Ghaar jahay gaa Seelaa.bay baaalaa in kay bad ! lakin ek angrayzi akhbaar kay jaanib say achi kawish hai , kay qoam or urdu kay mohsinoo ko yaad keya jahay , shayyad ishe kay badoo.laat naa.ee naasal ko in azeeem loog say or un kay kaam say aaagah.ee Hasil hoo .
Janay kia lik.daa laa ! mazraat’kaah hoon haazraat , chunkay haaaa’laaat ka maataam hai , post kahan hai !![]()