Incident at Bahria Enclave

Re: Incident at Bahria Enclave

Pakistan main teen tarah ki hakomatain hian…

aik woh.. jo kay civilian hakomat hia… log vote detay hian…

dosri… military ashrafiyah.. jo kay pas pardah apnay kaam karti hia..

teesri… Malik Riyaz jo dono gov’t ko asar anaz hoti hia…

Bilawal ko ghar dey kar… khush karti hia…

Altaf Hussain ko Universtiy ka jhansa dey kar khareedti hia…