In the absense of fariha ali...

Re: In the absense of fariha ali…

Me kehta hoon pochein mat… itni sardi itni sardi ufffffffffffffffffff… pani baraf ban jata hai… but sirf Freezer me :omg:

bahir rakhein to barf aise lagti hai jese humse naraz hogai ho :hehe:

aap sunaein wahan ki garmi kesi hai ?? :smiley: