Re: In Praise of General Zia-Ul-Haq Shaheed
hahahah KA47, drug, fundamentalist … yah batain purani ho gai hain koi nai baat karain, jaisay Taliban, Railway, PIA inn sub key tabahi ka zima daar bhi Zia :cobra:
BTW jub zulfi, pniki Shaheed kahla saktay hain tou Zia aur unn kay sathi Fouji keon naheen ?
aap kuch bhi kaheen kum uz kum uss door main Pakistan key salmiat ko koi khatra naheen tha ![]()
PS: please don’t act like Jiyala’s , Nirala’s or Patwari and read both column again ![]()