Re: Imran Khan’s leadership
Pagri izat symbol hota hai, kia zardari ki koee izat bhe hai mairay bhai???
Jab sailab zada mulk ko chor kar wo france or england k tour par gya , to sab se ziada foriegn media na zardari ko critisize kia..
jab david cameron nay zardari se hath milaya to british media na unhain apni Fingers count krnay ka mashwara dia k kahee zardari sab wo bhe to nahee ghaib kr gye??
us wakt kia main ya ap europian media se kah rahay thay k zardari kee bay izti karo??? Yakeenan nahee
Mairay bhii agar imran khan black ko black kah raha hai to ya koe nayee bat nahee..
sari dunya kah rahee hai..