Re: Imran Khan-What a shame!
Mujhay pata hay kuch bhi ho jay aap nay tou kawa chitta he kahna hay
jahan tuk mairi maloomat ka tauluq hay SK cancer hospital hay aur baqool taliban khan kah idhar kissi aur ko admission naheen mil sakta to kia yah khula tazad naheen
2ndly daway aisay karo jiss par qaim rah sako acha bhala chlata phirta UK bhag lia ![]()
waiasy aap logoon nay sabit kar dia aap loog jiyaloon say kum naheen ho… aap logoon key azmat ko sallam ![]()