Imran Khan-What a shame!

Re: Imran Khan-What a shame!

Exactly Haraf Ba Haraf Sachi main dobi hoi haqeeqat :lajawab:
Inn BF ko dosroon main koi aik khubi bhi nazar naheen aati aur agar aay bhi to iss tarah tareef karain gaiay jaisay doodh main dall kar maingnian daina :emmy:

Aab Hamzad Shahbaz key wajah say chicken key qeemat barh gai leekan iss par koi thread open naheen karta aur agar main karoon ga to koi aay ga he naheen :hinna: