Imran Khan : Its over now

Re: Imran Khan : Its over now

Kab tak hamary mulkon kay PMs bartania aur amereeka kay talway chantay gain… ager hakoomat ko dar nahi hia to international wadeeron say madad lainy ki kiya zaroorat hia… jaisa kay khud app nay kaha hai kay 18 karor ki awam ki himyat hia… to dar kis baat ka… :chai: