Re: Imran Khan : Its over now
sab kay sab 18 karor nay nawaz ko vote nahi dala hia…
18 karor main chotay bachay.. .khawteen hain..
aesay aur bhi hian jinki voter registration bhi nahi hia…
PPP, PMLN, PTI, ANP, MQM jaisi jamton ko bhi vote miltay hian…
in sab main PMLN nay dhandli ki aur pwer main aagai hian… ![]()