Re: Imran Khan has married Reham Khan
Ager reham nay us ko sakoon ka saans laina dia to shayd day day :cobra:
aik aor bat ![]()
mein nay novels mein parha hay kah larki key shadi nah ho rahi ho to woh chirchari ho jati hay to shayd IK iss he liye chirchara ho gia tha aor ab sakon mein aa gia hay ![]()