Imran aur Zardari donon aik hain

Re: Imran aur Zardari donon aik hain

PPP say lakh ikhtilaf sahi… mager apka yeh thread mujhy pasand nahi…

Zardari aur Imran Khan ka koi muqabla nahi…

Zardari chay kaisa bhi hia… mager usnay Pakistani siysat ko mufahamit siyasat ka rukh diya..

app kay dor main OBL jaisay dehshat gardon ko jahannum raseed hona para.

apkay door main Jamhoriat nay dobara pany qadam par chalna shru hoi…

parlimani system main 18 tarmeem ko mutarif karwa diya…

apkay alfaz main kabhi U trun nahi dekha giya…

apki personal life bhi be daag rahi… app par Imran ki traha kisi bhi amreeki adalt main kiisi bhi tarah ka bachay ki waldiyat ka muqadma nahi hia…

app aik azeem sadar kay tor par ubhray

app nay siysat dano main apna aik alaq muqam banaya…