Re: Imran announces ‘decisive war’ on November 30
jii janaab, to aap chaahte haiN k Imran Khan “Hippie-land” meN laundomat kholeN? vahaN kaun laundromat kaa care karnewaalaa hai? vahaN to us Hammaam kii sii soorat-e-Haal hai jahaaN sabhii nange haiN…ab Hayaa waale log to vahaN jaane se rahe.
bajaa farmaayaa maiN ne? ![]()