immmmm homeee

Mujhe trick matt karo :smilestar: Roza khul bhi gayah KSA mein? :eek: Kaisa gaya pahla roza? :faizy: Abhi y yahan 12:15 huey hain, aur 7 ghantey baqi hain :bummer:

Jhooti, sirf sweet aur inzi UK mein rahti hain, sweet poison aur lifey US mein rahti hain :smilestar: