Acha jee …
Bus baith ke chup chaap apko dekhta rahoonga ![]()
Waisay Judge sahab ko koi khaas kaam nahi hota siwaye Server bhai ke saath Ankh macholi khelney ke.
Allah Sever bhai ke ghar bhi khushi dikhaye, main 2 kilo barfi bantoonga muhallye main. Adha kilo khud bhi kha jaaonga ![]()