Re: ..:: I’m the Fudge Queen ::..
lol ! (nice one)
lekin aap ke paas kiya municipility ka contract hay bulb change karaanay ka kiya?
truck-par-installed-crane wala system khareed lain .. hushband say sasta aur kamm sarrdard wala nuskha hay..
duaain dengi baad main:D