Re: ~Im soooooo done..!!~
^ ..ow..bechara..
zyada daant to naho parhi..?
maine jo kal kaha tha ke agar thakkey ho to jaa ke sooooo jao.. maine socha ke tum naraaz ho gaye the jo maine kaha tha..
haan main theek hoon allah ka shukar hai.. tum batao..![]()