I'm really really sad :(

**

Fittey Muun:smack:. Aik to mujeh itna afsoos hai aur tum mazzaq urra rahe ho :bummer:
@Shak09:

Nahin :frowning: Mujeh Mera wala hi pasand hai :frowning:
@meetnauman:

Nahin ! Agar Ammi ko bataoongi to Aaj mera din barbad ho jayega. Aur Shab-e-Qadr ki prepz main bhi woh mujhse baat nahin karengi :frowning:
@sara javed:

Screen ke paas aik 5cm ka piece :frowning: Aur girne ki wajah se woh battery bhi nhi accept kar raha :frowning:
@Esix:

Mera Mazzaq urra rahe ho ?
@GR8 LEO:

Thanks :hugz: @Amarbail:**