i'm down...

Re: i'm down...

^ jee pehla sawal zain mein yeh ata hain kay aap koodain gay kyu?

Re: i'm down...

btw sara, how do u like toronto?

Re: i'm down...

kyonkey saas bhi kabhi bahu thee :p

Re: i'm down...

^ hehe; that was good :).

Re: i’m down…

ye sab generailtes cafe mein kyoon arahay hai…:pcg:


…ab hum kahan jayiengay…:frowning:

Re: i’m down…

^^ Politics and Economics

Re: i’m down…

yakeen manien, humara base general hee rahainga.

cafe aaj ehsaheen ahgayeh; raat kay sarein bara baaj rahen thay aur mainay socha kyun na cafe kee tazee dekh lay.

Re: i’m down…

yehi kehkey sab ajathay hain Cafe aur phir cafe ki “tazee” dekh ker koi wapis janay ka naam nahi leithaaa…:pcg:

Re: i'm down...

^ jee humaray paas sirf dau cheez hai: humara imaan aur humari zaban.
aur jee Allah kay fazal say humari zabaan bilqul pukhta hai :). isliay hum aap ko zabaan day kar khain rahay hai kay kal say cafe pura aapka :).

Re: i'm down...

khair, raat bohat ho gayee hain aur bistar humara intizaar kar raha hain.

Allah hafiz to all.

Re: i’m down…

Aap tho bura maan gai…:frowning:


acha chalain Allah Hafiz …:wave:

Re: i'm down...

Allah Hafiz

Re: i’m down…

awwww my sis …cheer up :hugz::..

haha