Re: i’m ASA…
lol…mera larnai ka agg koi mood nahi hai .. ![]()
mujhay phir tum se achay mil rahy they… socha toura break lay lon… waisy be agar aur kamaonga to taxible ho jayega.. ![]()
GB… sabar se kaam lo jaan jaogay..
Thanki
Re: i’m ASA…
jaan pehchaan kerwaain zara
Re: i'm ASA.....
lo jee ASA jee yahan tu sabhi aap ko jantay hain. haan i hardly come to cafe na. i'm a serious person. no flooder like others:@:
Re: i'm ASA.....
nice to have you around... hamary zamany may GS per 10-12 dhaagy hoty they and everone has to post in that.... ab to baat baat k ley naya dhaaga...
aap jitnay post mery 2 years may hoye they... :)
guest to aap aai ho… chahey aap jan pehchan karao … nahi?
Re: i’m ASA…
:waves: toh aa jaaya karain:)
mera naam he kaafi hai:aliyish:
no i’m really slow. ye Gaia n Lama ko dekho. kal ki bachiaan mujh se agay nikal gaye hain ![]()
aap Waves ka triplet freezer ho kya??
khawateen se baaton k muqably may kabhi muqabla nahi karo… they are always more talkative… ![]()
Re: i’m ASA…
ASA ![]()
mujhey freezer kyon kaha?![]()
Mabrook mai bhi aagey nikal jaaonge:)
Re: i’m ASA…
jealous jealous ![]()
Re: i'm ASA.....
naam to waves freezer ka kafi hota hai..
isnt jealousy a human nature?
Re: i'm ASA.....
not my nature:D
Re: i'm ASA.....
may insano ki baat kar raha hon.. :p
Re: i’m ASA…
haan ye baat toh sahi hai.
ab princess aur general awaam mai farq hai na ![]()