ik shair

Re: ik shair

Tamam payr jala k khud apnay haath se
Ajeeb shakhs hay saaya talaash kerta hay

Bohat Khoob...........

Qafas main rehtay rehtay ho gaie sayyad say ulfat
Main khud he noch layta hun jab meray per nikaltay hain