Re: Ik Nigah…
waisay nikaah ki jagah **nigaah **behter hay
nikaah mein tu banda waisay he ghulaam hu jata hay
amjad islam sahib nay us teer-e-nazar ki teraf ishara kia hay ju banday ko ghayal kerkay… dil ki basti ko saja dalti hay, hamesha ujernay k liyee ![]()
![]()