kitni nafratein bhari hoi hein u logon key dilon mein keh jo 2 din k liye bhi sirf aor sirf ek Pakistani ban kar nah soch sakay ? kum uz kum 3 din to sakoon kar lo.
jub mairey jaisa jahil banda is moqay per apni tamam mukhalftain ek tarf rakh ker imran khan ko appreshiate kar sakta hey to u loog kuch din sabr nahin kar saktay ?
Imran Khan parliment mein yeh tamam chezain bol sakta hay aik taqatwar opposition k toor par bills per bat kar sakta hey meida per aa sakta hay. ager Pakistani mein koi imiprovement nah aai to yaqeen karo mein NS ka sub sey bara mukhalif hon ga.
InshaAllah inn bachoon key qurbanyan raigan nahin jaigi.