If you were Born ....

Re: If you were Born …

GUL:

Hum baY taaj baadshaah haiN… itna bhee naheeN pataa :cool:

Say what now?

Aap ko taaj kab miley ga :cb:

Taaj waalaY tau khud hamaari ThokaroN maiN rehtaY haiN :shikari:

hammaiN Taaj kee zaroorat naheeN :roman:

King:snooty:
**Sirf on muarakheen ko zinda rakhti ju mery hilm o mehrbani or dariya dilli ky qisy qalm band kerty:fifa::smack: Yeh uhda tu chora hi nahi jao ham nahi khylty:naraz:
**

or aap ki queen kon hoti ?

iss kaY liye tau aap ko kaafi tajurbaat say guzarnaa paRtaa… Queen bann-naa aasaan rahai gaa i think :woho:

Re: If you were Born ....

I have no idea what I'd wanna be. :(

germany main suna hai sustay main kaam ho jataa hai

meiN nahi maanti , koi missaal deiN

Wellmannered & Cultured Ehsan Perdy ky peechy sy Ak hath mery kandhy per rakhymeri madad kerty dua or mashwary ky sath:D

Re: If you were Born …

Ehsan bhai will be your queen :eek:

Habeeba Jaalib :hoonh:

:hoonh: Choice pochi hy as a king bata di:snooty:

Re: If you were Born ....

i'd like to be a historian , the one who stay with king and write down his biography + history + karnaamey wagaira wagaira. reason ?? takeh history main uss badshah key saath saath mera naam bhee aata

nahi main koi tjrba kar or strong:wink: queen chun lon ga tjarby ki kammi puri ho jaay gi:D

So you will be a khushamadi tattoo :hmmm:

*Apny karnamon ki tafseel perh ker ju khud king ko bhi nahi maloom badshah khush howa or moarikh ko inam sy nawaza:ashrfion ki thaili dyta smiley:
*

Habeeba kon hey :aq:

Tum hasid darbari gardan urwao gy apni:mad: