HaaN is he leay tu Nigah-e-Mard-e-momin k baat k thee , jaab wo kisi pe paR jate hai tu wo hazrat Ameer khusRo k tarha bas yeahee ga’sakta hai
’ chaaP tilak sab cheN le ray mo se nainaa milaa ee’kay ’
Phir hotah woh hi jo lik dia jahtah hai … Admi chahay apNe ap ko badalna chahay k nahii … mamlaaa ektay’yar se bahair ho jatah hai !
Us din ka tu wadah hai … woh bar Haq ana hai …
tum nahaq tukray chun chun k seeNay se laga’ay baytay hoo
SheeshooN ka mas’ee’Ha koi nahii , kyun assH laga’ay baytay ho
bhai mian , mein ne is SheeshooN k baat nahe ki thee , mein tu uN khoyloon k haami jo ek din Heeray ban janay haiN
P.s: chooRoo thread bahari ho chali hain , cafe k bachay complain karain Gay ![]()