**
haha…sahii kaha…vaise maiN ne apne naam Khoob badle haiN nationality ke Hisaab se.
HazMat lol…i liked it hehe…LP se poochho agar vo saaHab haTaa leN to yeh chalegaa 
meraa naam kia hotaa agar maiN mundarja zel mulkoN kaa shahri hotaa to:
Russia: Hashmatoff Usmaniev
United Kingdom: Hash Brown
Japan: Hashimoto Usmanihara**