Re: IF U R Not Normal.......
Sheen ..if u r not normal to 2 batain hon gee
ya app extra ordinaery zheen hon gay ya nalaik
agar nalaik hain to koi bat nahi ager zahen hain to 2 batain hoon gee
ya to log app ki zahnat ko qabool ker lain gay ya nahi
agar qabool ker lain to bohat acha agar nahi to 2 batain hon gee
ya to app ko pagal mashoor ker dain gay ya nahi
agar mashoor na kerain to koi bat nahi agar ker diya to do batain hon gee
app ko pagal bhejwa dain gay ya app ko jail main dalwa dain gay
is ley normal ki range say niklnay say pehlay sooch lain app nay pagal khanay jana ya jail