U ko kia pta Larkian Trasti hain me key shahi sawari par baithnay kay liye
Re: if u r free…
sannan aur unki khushfehmi ![]()
stop day dreaming sannan aur jaag jaain ![]()
Re: if u r free…
![]()
you so not in form today ![]()
Re: if u r free…
Keon kia howa ![]()
Re: if u r free…
abhi abhi soo ek uthey hain kya ![]()
Re: if u r free...
yeh form main hi rehta hai..... chaddo is ka topic mujh say baat kro LP
Re: if u r free…
mayaa ![]()
u r finally posting too ![]()
kaisi ho?
Re: if u r free…
wah wah me ko do do dushman baray arsay baad akhtahi hoi hain …
LP U Maya he say baat karo me iss ko lift kar wanay kay mood mein naheen hoon ![]()
Re: if u r free...
fine yaar.... aaj main jaldi farigh ho gai univ say to...........................
aap sunao????????? :)
aap ko koi lift nahi karaata to har kisi k baray main yehi soch laitay ho? ![]()
Nahen me tou ![]()
Chalo Aqal say to Faright Thi He
aab Univ say bhi farigh ![]()
Re: if u r free…
mayaaa ![]()
missed aapki aur sannan ki larai ![]()
sannan ![]()
Mairay Zair-e-asar tou sirf me ka
hay aab iss kay zair-e-asar koun koun hay
me ko pata naheen
paal rakha hai aaj kal barbardari ka business kar rahay ho???
Ai u Laranay walli Massi LP me to kabhi bhi kissi say larta naheen ho … me to muhabbat aur amman ka piyam bar hoon ![]()
Naheen Me ka Zaati Astabal Hay aur me ko Shouq hay Aa’lla nasal kay Junawar rakhnay ka :aliyish:
shakal to daikho iss muhabbat aur aman k pyambar ki… harr wakt action main hi rehta hai…
waisay agr tum ewakai **muhabbat aur aman ** to Pakistan main aman karwa do…![]()