Re: if u had a million $…
saaraa satyaa naas maar diyaa… abhi tau mujhaY murghiyoN kaY andaY denaY kaa intezaar karnaa thaa, phir unn maiN saY bachaY nikalnaY kaa aur phir unn bachoN kaY baRay ho kar MurghiyaaN bann-nay kaa aur phir unn murghiyoN kaY andaY denaY kaa .. aur phir … aur phir .. aur phir ![]()