Re: if u came to know…
w salam munni ![]()
Re: if u came to know…
w salam munni ![]()
Re: if u came to know…
![]()
munnai hogai aap ![]()
Re: if u came to know…
mai munna ho sakta ho
but afsos maray munay wali age chali gaie hai par laga kar
abb tu bus guzray palo ko yaad kar kar kay yah dil anso bahata hai ![]()
Re: if u came to know....
na mera bachaaaaaaaaaaa rotay nahee hay
ja kar so jao ALLAH app ko dream may puri team dekhay AMEEN
Re: if u came to know…
ok Khala jaan
KAL miltay hai aik chootay say break kay bad ![]()
tata ![]()
Re: if u came to know....
abhi to aik ghanta bola tha abhi kal par pohanch gay
janwar tum bari pohnchi hoi cheez ho wesay
Re: if u came to know…
hum tu nah-cheez hai . . . . . cheez tu app ho ![]()
anywaz abb sachi hum chalay appnay khoobsorat khoowabo ke duniya mai
jis mai im sure ill c ashweryah and me sing n dancing in a garden ![]()
Hie ALLAH hum tu blush blush he kartay haie gaay ![]()
tata ![]()
Re: if u came to know....
tata
or haan aik baat to batana hi bhool gai app kay size kay pamper ka order pampers ki factory ko day dia hay jaldi app ko mil jay ga ok don't worry
Re: if u came to know…
letz say k duniya tabah honi shuru ho gyi hai n east se hoti huhi west arahi hai tou…![]()
.
.
.
.
shair-o-shayri se waqif hoon tou aisay keh rahi ho jaise mere bachpan ki saheli hai shair-o-shayri:halo:
Re: if u came to know....
bachpan ka to pata nahee magar tumharay journals phar kar kaha tha
baki east say ho ya west say magar mughay dar lagta hay soch kar bhi
Re: if u came to know....
dar lagta hai den how kome u kame up w/such a thing?
Re: if u came to know....
ajj kal yehi baat damag may ghusi hoi hay is liyay cafe may share karnay kay liyay thread open kiya takay yeh baat meray liyay bhi aik joke say zayadah khuch na rahay...magar damn these guppies .....har bat ko pata nahee kaha say kaha pohncha detay hay
Re: if u came to know…
dont worry kuch nahi honay wala:hug: abhi humne birthday hungama masti party bhi manani hai:hug:
Re: if u came to know....
aray hannnnnnnnnnnn may to bhool hi gai thee
JL lagta hay tum roz badam khatay ho mashallah memory kafi sharp hay
Re: if u came to know…
pata nahi kitnay saal ho gya badam khaye huway:halo: (halway mai atay hain tou mai side pe kar deta hoon)
.
.
.
.
so island dhoond lia ya nahi?
Re: if u came to know…
Shadi ![]()
Re: if u came to know…
maulvie na mila tou?![]()
Re: if u came to know…
Bus teen dafa haan kehelwakai sign kerwaloon ga khud ![]()
Re: if u came to know…
apni biwi ka khud nikkah parwaho ge tou phir dulha koi aur dhoondna paray ga:rotato:
Re: if u came to know....
yaar....tub tak to end of world hojaye ga :(