http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ahaa.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ahaa.gif
[This message has been edited by Mariam fatima (edited June 05, 2002).]
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ahaa.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ahaa.gif
[This message has been edited by Mariam fatima (edited June 05, 2002).]
she knows gadha dear!! ![]()
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
**¨°º¤** Ì §ŧíļļ đóńŧ ķňõŵ ŵħŷ, & ŧħõśė ŵhò ķńòŵ đöńt şäŷ **¤º°¨**
lagta hai gadha bhai ko gadhi mil gai hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
bhai want any help i will tell my future bhabi what my bhaeya feels
Gadhayyyyyyyyy I wanna kill u
kiyon?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif
~yeh noor ke sholay uthtay hain, mera hee dil garmanay ko
jo bijli ufak main chamki hai, chamki hai mere taRpanay ko~
Apnay akailay pan ka main kis say gila karoon
Jis ko bhi murh kay daikha woh tanhayOon maiN hay~
kabhi dhang ki bat per agree na karna
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/mad.gif
It is easier to fight for principles than to live up to them.
IF YOU LOVE SOMEBODY
LET IT BE FREE
IF IT COMES BACK
IT`S YOURS
IF NOT
IT NEVER WAS......
main nay kia kia?
Yar Gadhay..how can she NOT know..ab to communication itni asaan hai yar…phone, cell, email, icq, msn, pm..kuch bhi kar do.
Pichle zamane main hote to bas galli ke chakkar kaat kaat kar he halkaan ho jaate yar. Kuch to technology ka istemal karo!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Allah kamyab karey!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
PS: SIRF naik maqasid main
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
Q: Who is Kambakht Ishq!
A: Joe
Reason: Kambakht Ishq Hae ‘Joe!’
Yaar khanu buss meray bhai kia bataaoun
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
??
aik sher arz kia hay:
teray koochay iss bahanay mujhay din say raat karna
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary3.gif
kabhi iss say baat karna, kabhi uss say baat karna
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary3.gif
^ ^
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/rolleyes.gif
uff
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/mad.gif
yeh shaiiry hay?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/mad2.gif
kia issay shaairy kaha jaata hay? Afsos hay logoun kee zehniat par, aur mulk kee haalat par… jo shaaiiry ghaddar kay zamaanay main thee wohi ab tukk challi aatee hay.. toba toba humm loug bhee kitnay qadamat passand hain? Aaj kal naey naey hathiyaar aa gaye hain, laikin hamaray haan wohi khanjar, neemcha aur kataarr istemaal kartay hain.. na kahin pistol ka zikar hay na rifel ka (na nuclear warhead ka:-D)
Aik say aik accha saaz raaij hay – violin, clarinet, guittar, laikin hammmaray sheroun say baansri iss burri tarah chimttee hay kay ussay pension hee nahin miltee!!!
Yehi sher aur iss main jo khiyaal hay woh iss tarah zaahir kiyaa jaata tau behtar thaa:
dhundhlee dhundhlee shaam kay lamhaat main
kaam say fursat ho jubb
cycle lay kar kiraaaey ke, teray koochay kaa rukh
–cycle bay-lamp aur her dumm kiraaey ka khiyal!
Aashiqi ki yeh riwaayaat-e-Qadeem
kay teray koochay main her rahgeer say baatain karoon
her jawaan-O-peer say baatain karoon
aur traffic kay sippahi ka bhee fikar
jaanay kubb seetee baja kar aa parray
aur poochay cycle ka lamp hay hazzat kahaan?
Ahh yeh majbooriyaan!
gher caaroun main phirain
aur
humm usshaaq ko
cycle, woh bhee kiraaey kee millay
haey tray zaalim samaaj!
yaad aataa hay humain
dhundhlee dunhdlee shaam kay lamhaat main
jaanaa koochay main teray—
well even if she know and doesn't care then?
hehehehe...rahe na gadhe ke gadhe hi...
I didn't know Gadhoon ko bhi Ishq hota hay.
"hairaan honay wala Icon"
Gadhay Mian..sahi kaha..so true!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Fikar nahin kake…sab ka number aae ga..as kaun says!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Q: Who is Kambakht Ishq!
A: Joe
Reason: Kambakht Ishq Hae ‘Joe!’
[quote]
Originally posted by MENTAL-CASE:
**I didn't know Gadhoon ko bhi Ishq hota hay.
"hairaan honay wala Icon"**
[/quote]
iss main hairan honay wali konsi baat hai?
Gadhon kay pass bhe dil hota hai
If you love someone, put their name in a circle, instead of a heart, because hearts can break, but circles go on forever!! *
*~Gracias Adiós~**
hey, i woz talkin about someone else!! for God sake!!
Kyou gadhay…Dil hai ke nahi???
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
—~—Maria—~—
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~
dil darya samnader sigh
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/rolleyes.gif
P.S :
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/redface.gif
FlameZz
Al-Quran = Al-baqarah
11. When it is said to them: “Make not mischief on the earth,” they say: “Why, we only Want to make peace!”
12. Of a surety, they are the ones who make mischief, but they realise (it) not.