If I die

Re: If I die

:naraz:

Re: If I die

Lugtaa hai, aap ko patakhay wali aur patakhay waliaN ... donoN kaa shoq hai :D

Re: If I die

shoqeen mizzaj hain hum :)
uss kay ilawah dil phaink, awara badmash, lofer lafangay ghunday badmaash award gard sarak chaap foot pathia.

Re: If I die

Let me note down these self claimed titles...

will come handy in your Eulogy

Re: If I die

:rotfl: P yeah cafe mein hain khuch log magar GN un bachon se mukhatib nahi hoti.

haan sahi farmaya aap ne ke aajkal kuttay bohat izzat daar hotay hain.

Re: If I die

aap kaya sab ko marnay maarnay per lagey hain already bechari BB aaj faut ho gayein aap un ki Eulogy likhien.

Re: If I die

haan also dont forhget mujahid e universe ghazi e galaxy al haj pir of dhump qauid e ummah sheikh al millinium chicagovi, urf chawani ustad

Re: If I die

TLK just saw meet joe black and fancies himself as some desi brad pitt, he even refers to himself as yusuf kala these days

Re: If I die

:rotfl:

Re: If I die

Main ny Wizard of Ozz nahi dykhi:chai:

Re: If I die

Tum Apny dil ki awaz ko X2 ki kion samjhty hu:wink:

Re: If I die

^ sacchai chup naheen sakti banawat kay usulon say
keh khushbu aa naheen sakti kabhi kaghaz kay phoolon say

2 Likes

Re: If I die

^^Ap ki sukhan fehmi bhi qabily sataish hy:D:

Re: If I die

wooowww…:clap: pretty nice…

Re: If I die

Saataish Anaand say SataisH kar'wa lo ! :D

Re: If I die

oye…college kay debates competition ka phata purana overused shaer hai, please wow bol kar sharmindah na karein, unless it was a sarcastic wow in which case..thumbs up :smiley:

Re: If I die

umm…main jaldi sarcastically nahi bolti…:snooty:
mainey toh pehli dafa ye shair suna hai…& i liked it…buss issleyey bol diya…

Re: If I die

Bra khushshakal hy yeh toto:D


Re: If I die

seerat par jayen ji.
shakal bhi allah ki hi bannayi hui hai

Re: If I die

koi baat naheen sara, tum choti bohot ho 87 mein paida hui theen na? yeh sher uss zamanay mein colleges or highschools ki debates mein overuse hota tha.