Re: If I die
Kahan bahi
is manga’ee ke zamanay mein kahan 100 maan lakri ka karcha karna ! waysa be inko Ghee ki jaagah Gaslate se jala’na paray gaa , Amaalon ki wajah se bari gandi smell ahay gee:)
Teen Huti kay pull se nechaY paink daytay hain ![]()
Konsi Umeedain laga’le hain ![]()
pardayseeyon se na ankhian larana . Pardesyon ko hai ek din jana ![]()